Conversation Between usman_latif_ch and Raheel
Showing Visitor Messages 1 to 10 of 15
-
-
Happy Birth Day friend 
-
-
So sad yaar buhut afsos howa sun ker... Allah sab ki hifazat keray..
-
Wa Alykum Aslam!
No yar mein out of city gaya hwa tha mujhay tu yahan aa kr pata chala
-
Asalam o Alaikum
Dude aj phir blast howa hay lahore main, kitni doori per tha ap kay yahan say or kiya ap gaye thay dekhnay ?
-
Hey dude, lahore main juloos wagaira nikalta hay kiya 12 Rabiul Awal ka ?
-
nahi aesy he net sy li hwi ha
-
Hey dude! yeh cute pic kiya tumharay bachpan ki hay ?
-
Buhut afsos howa brother, Allah hifazat keray tamam musalmano ki... bus yar yeh sab qayamat kay qareeb honay ki alamatain hain....